Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePukar (2000)
HomePukar (2000)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaao ke sab mil ke rabb se duwaa maange jeevan mein sukoon chaahe chaahat mein wafaa maange haalat badalne mein ab der naa hoo maalik jo de chuke phir ye andher naa ho maalik ek tu hi bharosa ek tu hi sahaara iss tere jahaan mein nahin koi humara hey ishwar yaa allah ye pukaar sun le hey ishwar yaa allah hey daata hey ishwar yaa allah ye pukaar sun le hey ishwar yaa allah hey daata humse naa dekha jaaye barbaadiyon ka samaan ujdi huyi basti mein ye tadap rahe insaan nanhe jismon ke tukde liye khadi ek maa baarood ke dhuwen mein tu hi bol jaaye kahaan ek tu hi sahaara nahin koi humara hey ishwar yaa allah ye pukaar sun le hey ishwar yaa allah hey daata hey ishwar yaa allah ye pukaar sun le hey ishwar yaa allah hey daata naadan hai hum to maalik kyun di humen ye sazaa yaa hai sabhi ke dil mein nafrat ka zehar bhara inhen phir se yaad dila de sabak wo hi pyaar ka ban jaaye gulshan phir se kaanton bhari duniyaa ek tu hi bharosa ek tu hi sahaara iss tere jahaan mein
kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge phir se banti taqdeeron ko armaanon ki zanzeeron ko jaanam ab na todenge kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge phir se banti taqdeeron ko armaanon ki zanzeeron ko jaanam ab na todenge kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge kya kahoon kaise lagte hai dil pe zulfon ke saaye koi bhoola raahi jaise manzil paa jaaye yaa koi dil tufaan ka maara dard ki laehron pe aawaara koi pyaara pyaar ka saahil paa jaaye kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge tukde dil ke hum tum mil ke phir se jodenge ye sheesha phir se jodenge phir se banti taqdeeron ko armaanon ki zanzeeron ko jaanam ab na todenge yun sharmaati yun ghabraati aise simti simtaayi o mere baalam yun hi nahin main jaate jaate laut aayi hoo preet meri pehchaani tune meri kadar to jaani
naujawaanon baat maano kabhi kisi se naa pyaar karna naujawaanon baat maano kabhi kisi se naa pyaar karna hey ke sera sera sera jo bhi ho so ho humein pyaar ka ho aasra phir chaahe jo ho hey ke sera sera sera jo bhi ho so ho humein pyaar ka ho aasra phir chaahe jo ho pyaar zindagi pyaar har khushi pyaar jisne paaya hai wohi dil phool jaisa khilaa pyaar galti hai pyaar dhoka hai pyaar dhalti chaaya hai dekho phir naa karna gilaa ho pyaar zindagi pyaar har khushi pyaar jisne paaya hai wohi dil phool jaisa khilaa pyaar galti hai pyaar dhoka hai pyaar dhalti chaaya hai dekho phir naa karna gilaa pyaar hi dhadkanon ki kahani hai pyaar hai haseen daastan pyaar ashkon ki detaa nishaani hai pyaar mein hai chaen kahan pyaar ki baat jisne naa maani hai uski naa to zameen hai naa hai aasman naujawaanon baat maano kabhi kisi se naa pyaar karna hey ke sera sera sera jo bhi ho so ho humein pyaar ka ho aasra phir chaahe jo ho ho o o pyaar jaise hai purab paschim pyaar hai uttar
sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba ke zindagi tere liye tere liye aur tu mere liye dil ki sada hai sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba sajan sun tu bhi itna ke tu hai mera sapna tu hi to hai meri aarzoo sanam yeh baatein kaisi kahan meri kismat aisi ke ban jaaun teri aarzoo kaho to main tere aage kamar peeche gajra baandhen doloon nasheeli chaal se ada haai aisi qaatil sahega to kaise yeh dil taras khaaun mere haal pe sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba ae sunta hai mera khuda dil o jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba yeh zindagi tere liye tere liye aur tu mere liye dil ki sada hai yeh dil bote bhi dil hain yahaan kaante sab gul hain yeh raste hain apne pyaar ke haai kahoonga par main itna kadam dekh kar hi rakhna kahin koi thokar na lage jo mil gaye do dil aise judaa yeh phir honge kaise humaari kahaani hai yehi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Tu Hi Bharosa Pukar (2000) 06:46 18609
 
Poster of Pukar (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:46   Song Number : 18609   

Kismat Se Tum Hum Ko Mile Pukar (2000) 06:24 18611
 
Poster of Pukar (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:24   Song Number : 18611   

Pyaar Zindagi / Hey Ke Sera Sera Pukar (2000) 06:53 18610
 
Poster of Pukar (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
Raag- 
Yaman
Duration : 06:53   Song Number : 18610   

Sunta Hai Mera Khuda Pukar (2000) 06:37 18637
 
Poster of Pukar (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 06:37   Song Number : 18637